Kaash aasoun ke saath
yaadein beh jati,
kaash ye khamosi sab kuch keh jati,
kaash
kismat tumne likhi hoti to,
shayad
meri kismat me pyar ki kami na rah jati…
Bahut tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
Usi ka karz hai, jo aaj hai aankhon mein aansoo,
Saza mili hai humein
muskurane ki.....
Written by :- M.P.Dewasi
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें